Review on Allama Iqbal's poetry


Allama Iqbal Poetry, Ghazals & Shayari

Allama Iqbal Poetries - Express your feeling with Pakistan’s largest collection of Allama Iqbal Poetry. Read, submit and share your favorite Allama Iqbal Shayari. Find 67 Allama Iqbal Poetry, Last Updated on Tuesday, August 25 2015.

IQBAL
(M NAEEM RAJPOOT ,Dunya Pur)
Muhabbt Ki Tamna Hai To Phir Wo Vasf Peda Kr
Jahan Sy Ishq Chalta Hai  Wahan Tk Naaam Peda Kr..

Insan
(Muhammad Talha Saleem ,Pirmehal)
Mita De Apni Hasti Ko Agar Khuch Mrtaba Chahee 
Ke Dana Khak Me Milkar Gul O Gulzar Banta Hea..
انساننگاہ      فقر      میں      شان     سکندری     کیا     ہے

Es Doar Ki Zulmat Mein 
(yousra fatima ,karachi gulshn-e-maymar)
Es Doar Ki Zulmat Mein Har Qalbe Preeshan Ko 
Wo Daghe Muhabbat De Jo Chand Ko Sharma De..

Hamdardi - Bachon Ke Liye
(Haroon Sani ,Karachi)
Tehni Pay Kisi Shajar Ki Tanha
Bulbul Tha Koi Udaas Betha..

Bachay Ki Dua ( Makhooz ) - Bachon Ke Liye
(Haroon Sani ,Karachi)
Lab Pay Aati Hai Dua Ban Ke Tamanna Meri
Zindagi Shama Ki Soorat Ho Khudaaya Meri..

Aik Gaaye aur Bakri ( makhoz ) Bachon Ke Liye
(Arfa Siddique ,Karachi)
Ik Charagah Hari Bhari Thi Kahin
Thi Saraapaa Bahhar Jis Ki Zamee..

Aik Pahar Aur Ghulehri (Makhoz Az Aymrsn ) - Bachon Ke Liye
(Arfa Siddique ,Karachi)
Koi Pahar Yeh Kehta Tha Ik Ghulehri Se
Tujhe Ho Sharam To Pani Mein Ja Ke Doob Marey..

Aik Mkrha Aur Makhi Makhoz - Bachon Ke Liye
(Arfa Siddique ,Karachi)
Ik Din Kisi Makhi Se Yeh Kehnay Laga Mkrha
Is Raah Se Hota Hai Guzar Roz Tumahra..

Abr Kohsar
(Shamim Khan ,Karachi)
Hai Bulandi Se Fallak Bose Nashiman Mera
Abr Kuhsaar Hon Gul Paash Hai Daman Mera..

Mirza Ghalib
(Shamim Khan ,Karachi)
Fikar Insaa Par Tri Hasti Se Yeh Roshan Howa
Hai Par Murgh Takhayyul Ki Rasai Taa Kuja..

Ehad Tafli
(Rana Iqbal ,Karachi)
Thay Deyaar No Zameen O Aasmaa Mere Liye
Wusat Agosh Madar Ik Jahan Mere Liye..

Musalman
(Adeel sair ,Farooka sargodha)
Har Koi Mast Mai E Zoq E Tan Aasani Hy
Tum Musalman Ho Ye Andaz E Musalmani Hy..
نہ رکھ اُمید وفا کسی پرندے سے وصیستارے

Nasha Pila K
(mehar noman saqi ,kasur)
Nasha Pila K Girana To Sab Ko Ata Ha 
Maza Koi Girton Ko Uthay Saqi..

Main Khaak Nasheen Hon
(Adeel sair ,Farooka sargodha)
Main Khaak Nasheen Hon Meri Jageer Mera Musalaa
Shahon Ko Salami Meray Maslak Me Nahi..
ہنسی  آتی ہےھو علم چارہ گر

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Contact"

Dollar Bin Finds for Making Valentines